Likhne laga hoon apne dard ko ab, Aisa dard hai ke dard ka bhi dard ho jaye ab. Ye sirf zakham ki kahani nahi, Ek poori dastaan sunane laga hoon ab. Kehne laga hoon ab main, Haan, kehne laga hoon ab main… Apne aap se usi tarah, Jis tarah usne kaha tha — “It’s not working…” Uski aankhon mein dekha toh samjha, Mera chehra wahan tha hi nahi ab. Uski baatein bhi ladkhada rahi thi, Jab maine poocha — “Kya gustakh hua?”
pakaMaleYoungCharacter VoiceCalmSoftRelaxedIntimateHindi
Public
21 days ago
Samples
There's no audio samples yet