Ye Afghan to ghaddar hain hi – Pakistan ka namak khaya, yahan palay barhay, aur ab TTP ko support day kay Pakistan par hamlay karwa rahay hain! Border par jhagda chhair diya, dhamakay karaye, magar Pakistan Army ne zabardast air strikes aur operations se un kay thikanay tabah kar diye. Ab ro ro kay peechay hat rahay hain, keh rahay "ghalti ho gayi, ab seh nahi saktay". Aray bhai, zillat ki koi had hoti hai kya? Haqeeqat to yeh hai – Pakistan kay samnay yeh log kuch bhi nahi. Aur yeh Modi ji? Jin mein khud to Pakistan se larnay ki auqat nahi, darpok hain, himmat nahi – Taliban ko funding bheej rahay hain, ta kay Pakistan ko nuqsan pohanchayen. Yahan Bharat mein bachay bhook se mar rahay hain, ghareeb log tabah ho rahay hain, magar unhen koi fikar nahi! Bas nafrat phailanay aur humsaiyon ko kamzor karnay mein lagay rehtay hain. Yeh mulk aisay leader kay haathon nahi chal sakta.