Bihar ke Gopalganj mein sthit Thawe Maa Bhawani ka mandir sadiyon se aastha ka kendra raha hai. Kaha jata hai ki yahan Maa Durga apne bhakt Rahu ke bulave par Kamrup (Assam) se chalkar yahan tak aayi thi.